Shaadi Karke Fas Gaya Yaar

Credits ✨👇
Song Name: Shaadi Karke Fas Gaya Yaar
Album / Movie: Judaai 1997
Star Cast: Anil Kapoor, Sridevi, Urmila
Matondkar
Singer: Alka Yagnik, Bali Brahmbhatt, and Shankar Mahadevan
Music Director: Nadeem Shravan
Lyrics by: Sameer
Music Label: Venue Record

Lyrics of Shadi Karke Phas Gaya Yaar – शादी करके फ़स गया यार

hayo raba hayo raba hayo raba
shadi karke ha shadi karke phas gaya yaar
acha khasa tha kunwara
o shadi karke phas gaya yaar acha kahsa tha kunwara
are jo khaye pachataye jo na khaye lalchaye
are jo khaye pachataye jo na khaye lalchaye
dur se hi lagta hai ye kadva laddu pyara
shadi karke ha shadi karke phas gaya yaar
acha khasa tha kunwara
o shadi karke phas gaya yaar acha khasa tha kunwara

aasman ki pari ho chahe gori ho ya kali
char dino ki chandni hoti hai har gharwali
aasman ki pari ho chahe gori ho ya kali
char dino ki chandni hoti hai har gharwali
shadi karne wala bas shadi ke din hasta hai
sari umar vo rota hai is jaal me jab fasta hai
o shadi karke phas gaya yaar acha kahsa tha kunwara

are sun mere harry re
are sun mere hirva sun o hiralal
sare agar kuware hote na karta koi shadi
kaise chalti ye duniya kaise badti aabadi
hey sare agar kuware hote na karta koi shadi
kaise chalti ye duniya kaise badti aabadi
bayah racha ke jo na mai teri mummy ko lata
bol jara pagle tu is dharti pe kaise aata
tere jaisa tere jaisa murkh paida na ho dobara
shadi karke phas gaya yaar acha kahsa tha kunwara

mere tan ka gehna ban gaye chande aur sitare
maine jitne sapne dekhe pure ho gaye sare
aaj mai kitni khush hu jivan ki khushiyo ko pa ke
jee karta hai nachu bin payal gunguru chankake
jaise din ke bina adhuri hoti raina kali
do pahiyo ke bina chale na ghadi jivan wali
mere apne meri jaan pe sab kuch vara
o shadi karke phas gaya yaar acha kahsa tha kunwara
are jo khaye pachataye jo na khaye lalchaye
dur se hi lagta hia ye kadva laddu pyara
shadi karke ha shadi karke phas gaya yaar
acha khasa tha kunwara
o shadi karke phas gaya yaar acha kahsa tha kunwara
hayo raba hayo raba hayo raba
hayo raba hayo raba hayo raba
hayo raba hayo raba hayo raba

Judaai (1997) – Movie Details

Film CastAnil Kapoor, Sridevi, Urmila Matondkar, Farida Jalal, Saeed Jaffrey, Kader Khan, Paresh Rawal, Johny Lever, Dinesh Hingoo, Shahzaad, Poonam Dhillon, Jr Mehmood, Upasna Singh, Dharmesh Tiwari
Singer– Abhijeet, Alka Yagnik, Amit Kumar, Bali Brahmabhatt, Hariharan, Jaspinder Narula, Priya Mayekar, Sapna Mukherjee, Shankar Mahadevan
Lyricist– Sameer
Music By – Nadeem Saifee, Shravan
Director – Raj Kanwar
Producer – Boney Kapoor, Surinder Kapoor
External Links Judaai at IMDB      Judaai at Wikipedia

Scroll to Top